July 17, 2010 in Istikhara

Istikhara Online|Free Online Istikhara

How to do Istikhara|Islamic Istikhara Method

Istikhara aur mashwary k bary may ahadees k andar bari takeed ayi ha. Jou kaam mashwary yani insanou ka apis may mil baith ker kisi b kaam k musbut ya manfi pehlu per sochna aur pher is k nateejay ko samny rakhty huwy Allah say mashwara yani Istikhara kary tu wo kabhi b na’muraad nae hou ga. Inshallah

Istikahary k baary may chund baatain  ju logu nay farz ker di hai un ka azala aur sahi tareeqa darj e zail ha.

1)      Istikharay k leye nawafil perhny may raat ki qaid nae jub chahye perhain (mumnu waqt k elawa)

2)      Istikhara khud kerna chaye is say insan ka taluq Allah Paak ki zaat e aali say jurta hai aj kal tu Istikhara k naam per karubar bun gaye hai.

3)      Kisi b hadees k andar nae k Istikhara k baad khawab k andar jawab mily ga yeh tu Allah ki shaan ha wo jaisy chahye rehnamae ferma day. Chahye khawab k andar ya Dil k andar baat alqaa ker day. Khawab ka aana zarori nae.

4)      Istikharay k baad ju baat dil may jum jaye aur paiwust hou jaye ya us kaam k leye halaat bunty jaye tu us ko he istikharay ka jawab samajna chaye.

5)      Baaz auqaat itna time nae hota k istikhary ka mukamil amal dua k sath kia ja saky tu Shariat ka yehi hukam ha k sirf Dua e mazkoora (mukhtasir istikhara) ker lay yehi Istikhara hou jaye ga.

Istikhara kaisy kia jaye

 

Sub say behtareen istakhara tu who ha ju Hadees k andar Duaya kalimaat k sath aya ha. Sub say pehly dou rakat Salat u Touba perhy baad may dou rakat Salat ul Hajatt perhy phir mazqura dua e Istikhara perhy laiken awal akhir darood e Ibrahimi 11 baar.

 

Zail may chund mujarib Istikhara k aamaal hai

  • Dou rakat Salat u Touba perhy baad may dou rakat Salat ul Hajatt perhy laikin is may dounu rakat may Surah Kousar perhy is k baad 11 bar darood pher

100 dafa Ya Rasheed’o  ar’shid’ni is k baad 100 dafa Salam Muhammad ur Rasool ul Allah Salal Allah hu alaye’he wa aalay’he wa sul’lum. (S.A.W.W)

  • Awal akhir darood e Ibrahimi dermeyan may Surah Inshirah (alum Nash’rah) 9 baar perh ker seeny per dum karain. (Baqi hadayaat oper guzar chuki un per amal karain)
  • Ya Khabeer’o Akh’birni 99 bar awal akhir darood e paak 11bar. (Baqi hadayaat oper guzar chuki un per amal karain)




822 Comments

  1. October 12, 2013 at 10:07 pm

    maryam

    Reply

    Assalamu alaikum” mera name maryam sana hai mein 24 saal ki hoon or bhoot mushkil mein hoon mein 3 saal se aik ajeeb bemari mein mubtala hoon mein 3 saal se blood khoon ki pareshani hai dr ko shuro mein dahkya tu dr kha ke iron ki tablet kahi theek ho jye gi mein sub kiya likan halat buri se buri hoti gi pher nobat yahn tak a gi ke mujhe blood transfusion yanhi blood lagne laga dr kaha ke meri bonemarrow test ho ga jis pata chale ga khoon q nai ban raha meri us test bad dr kha ke ap ka bonemarrow kahrb ho gaya hai or ap ko apstic anemaia bemari hai jis ka aik he ilaj hai bonemarrow transplant us ke liye ap ke bhan bhayo se ap ka bonemarrow match zaruri hai mein apne behan bhayo ka match krwaya tu wo match nai they or is ke ilwa is ka unrelated bonemrrow trasnplant europ country hota hai mein pisa jama kye or italy a gi yahn bhi 8 month se mera donner match nai mila tarnplant ke liye ab dr test kiye tu bolte hn bemari change ho gi hai jo ke us bhi kahternak hai or us ka ka koi ilaj nai hai tranplant ke wo bhi kamyb hona risky hai mein bhoot parehan hoon ro ro ke Allah se tuba krti hn namz paherti hn Quran sunti hoon likan meri musibat kahtam he nai hoti ajeeb akahwb nazer ate hn ke kahen baag rai hoon koi pecha kr raha hai ,,meri family hyderbad sindh rahti hai wahn se mean ne dawateislami walo se istafara krwaya tha unho ne meri sister ko batya ke kisi jin ki shrart hai or YA Qahro 101 pahre ko bolo or pani diya jo mein pi nai sahkti tu us darya mein bahne ko diya hai plzz mein bhoot parehan hoon mery liye dua kare or mujhe batyen ke mere sath kiya msala hai take mein us ka Quran ki roshani mein ialj karwo shukriya

  2. October 10, 2013 at 3:10 pm

    MARYAM

    Reply

    salam ma ap sa pochna chate ho k muja koi ache se job mila ja ge or ma jo b kam karo ge wo theak ho ga

  3. October 9, 2013 at 11:05 pm

    shakila

    Reply

    Mein bacheh ke liyeh istikara karana chahthi hu

  4. October 9, 2013 at 8:12 pm

    maryam

    Reply

    ma job karna chate ho aur mary gr wala nai mant ap baty k mary lea army ke job theak hai or koi aur job

  5. October 9, 2013 at 2:48 pm

    sabiha

    Reply

    Mother name : AZra
    My date of birth 1987 18 April
    Place of birth :Lahore
    Facing problems in getting married, when will I get married.

  6. October 7, 2013 at 10:22 pm

    fatima

    Reply

    i love somone kia wo bhi mjhsay piyr karta hai mai us k bina nahe rah skti wo mera relative hai kia wo mjhsay piyr karta hai kia hamari shadi hogi or mai us k sath aik happy life guzaron gi

  7. October 7, 2013 at 9:11 pm

    shumaila

    Reply

    i wana change my name my date of birth is 13 nov 1981

  8. October 7, 2013 at 8:16 pm

    Malaiqa

    Reply

    sir mera naam malaiqa hay ammi ka naam nasreen hay may istakhara kerwana chahti k meri shaadi kis sun may hogi or husband ka naam kis herf say hoga. or b jo b ho istakhra may bataden.

  9. October 7, 2013 at 3:31 pm

    tayyba aslam

    Reply

    aslamoalikum ma 24 years ki hu chuki hun 8sal sy mry sath ajeeb mamlat hu rhy hn kapry jalna jinat ka nazar ana gandy khwab ana or b jin hota ha or phr ghr ma khoon hi khoon gera huna…pta kya tu jadoo ka btaya gya ha bht elaj b krwaya shadi k liey ab tk koe rasta nazar nhi arha plz ap btai es sal k end ma mre shadi hu jaiy ge k nhi itny achy parposal aty aty rah jaty hn plz ap btain k behtar hu ga kb????or shadi gairon ma hu ge ya apnu ma????plz reply me

  10. October 5, 2013 at 7:21 pm

    mohammed mumtaz ali

    Reply

    Assalkum sahab,

    Iam mohammed mumtaz ali my mother name is kaneez fatima, presently iam in riyadh, looking for job in riyadh, jeddah, dammam,. Saudi Arabia., plz plz help me out, Iam very pareshan hu sahab.

    Jazakalla Khair.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

By browsing this website, you agree to our privacy policy.
I Agree