June 12, 2010 in Jinnat k asraat

Jinnat k asraat

Post placeholder image

Jinnat ka insanou ko tung kerna (Jinnat k asraat)

Assalam o Alaykum

Ismail (Wazeer Shah e Jinnat) ka Qoul hai k jou jinnat logoun ko tang kerty hai aisy jinnat ki 70 Qoumain hai aur her Qoum may 70 hazar Qabeely hain aur her Qabeely may 70 hazar afraad hai.

Ager asman say aik sui b phainki jaye tou wo zameen per na girny paye gi bul’keh in k saru per ruk jaye gi.

Jinnat ka rohani ilaj aik taira masla hai laikin na’mumkin nae. Qurani wazaif aur tavezaat say behter in ka koe hul nae.

Jinnat k asraat:

1)     Jinnat insan per asar andaz hoty he usy bayhoush ker daity hai aur us ki halat mirgi k mareez ki terha hou jati hai.

2)     Jinnat o Shayateen kan’wari (bachelor) lerkiou per zeyada musalut hoty hai aur baaz dafa tou un say taluqaat b ker laity hai yahan tak k aisi lerki ba’qaida mehsoos kerti hai aur baad may aulaad b hoti hai.

3)     Chund khabees Jinnat o Shayateen ka kaam he nae nawaili dulhan per asar andaaz hou ker takleef daina ha.

4)     Jinnat o Shayateen insan ko agwa ker laity hai aur ba’qaida apny haan lay ja ker qaid ker daity hai.

5)     Pani k rehny waly Ifreet aurtoun k tamam amraaz ka sabub bunty hai aur yeh khas tour per is terha k kaam kerty hain.

6)     Jinnat k zour per insan ko gaza, khany peeny say sakht nafrat hou jati ha aur wo kae kae maheeny tak kuch nae khaa pata. Is ki misalain (examples) kae kae milti hain.

7)     Jinnat o Shayateen k zareye ghar may pathar, gundgi aur fuzla phainka jata ha.

8)     Jinnat o Shayateen k zareye jadu ki cheezain zair-e-zameen dafan kerwae jati hai

9)     Jinnat o Shayateen k zareye aag lagana. Ghar may rakhy huwy kaprou may aag lug jati ha yahan tak k baaz dafa geelay kaproun may aag lagny k waqiyaat b samny aye hain.

10)Jinnat k zareye dil may mukhtalif khyal aur wus’wasay paida kiye jaty hai jaisy muhabat, dushmani, bugz, adawat, kisi kaam say mana rakhna aur shadeed gusa shamil hain.




157 Comments

  1. September 20, 2011 at 3:30 pm

    faizan

    Reply

    slam jnab maire sath ak msla hai jsko hl krne k leay main ne boht se tavezat bi krae hain mgr abi tk maira ye kam nhn hua.main apni czn se shadi krna chata hun mgr maire ghr wale wanh nhn kr rahe.plz mje kuch wazefa waghra btaenh k maira ye kam ho jae. aur dusra msla ye hai k janh bi job k leay jata hun mgr kuch arse bad wanh se ktm ho jata hai kam.

  2. September 20, 2011 at 3:28 pm

    faizan

    Reply

    slam jnab maire sath ak msla hai jsko hl krne k leay main ne boht se tavezat bi krae hain mgr abi tk maira ye kam nhn hua.main apni czn se shadi krna chata hun mgr maire ghr wale wanh nhn kr rahe.plz mje kuch wazefa waghra btaenh k maira ye kam ho jae.

    1. October 29, 2011 at 1:29 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Faizan (waja……)
      ap wazifa for love marriage ker lain

  3. September 7, 2011 at 10:30 pm

    HAMZA

    Reply

    ASALAMA ALIKUM MAI NE AP KO [email protected] ADDRESS SE MAIL KIA HAI PLEASE AP MJH KO JALDI REPLY KAR DEIN SHUKRIA

  4. August 31, 2011 at 4:42 pm

    MUHAMMAD ADNAN

    Reply

    asslam o alikum bhai jan
    I am actually interested to know about jinnat, Roohaniyat. Please let me have the same.aur surah mazamal wal amal karne sakta hoon aap ke aajazat se . jin ko hazir karni ke lay… from lahore.

    1. October 27, 2011 at 11:34 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Muhammad adnan

      walaikum salam

      for that u have to talk

  5. August 22, 2011 at 11:17 am

    shabreen taj

    Reply

    assalamualaikum….. i want to knw more information abt jinnat so plz send me the symptoms when it posses a bachelor girl plz ALLAH HAFIZ…..

  6. August 22, 2011 at 11:12 am

    shabreen taj

    Reply

    ASSALAMUALAIKUM even i want to become part of ur malumaat by ALLAH’S grace i dnt hv any problem bt i jst want to know abt the topic u people discuss ALLAH HAFIZ…..

  7. August 5, 2011 at 10:41 pm

    hidayat

    Reply

    apne asraat ke barae me bataya ,baraekaram iske vajife ke barey me likhe jo easy ho jo quran se hoo.

  8. August 1, 2011 at 1:39 pm

    rehman

    Reply

    Aslam alikum….. plz meri kuch help kren mje koi wazifa btain. mein aur mera cuzn shadi krna chahty hain lekn us k ghar waly kisi sorat nhe man rhy. ham ny boht paisy dye peron faqeeron ko kahen sy kuch nhe hoa. ub hm bilkul mayos ho chuky hain. aur ghar walun ke marzi k khilaf Qadam othana nhe chahty…… ub akhir mai ap k pas aye hun plz koi hal bta den.mera name Abdul Rehman he or us ka Bushra.

    1. August 5, 2011 at 7:42 am

      Roohani Ijaz

      Reply

      @A.Rehman
      walaikum salam

      wazifa baraye mohabbat ker lain

  9. July 30, 2011 at 8:56 am

    Abdul Basit

    Reply

    Assalam O Alaikum, Muhtaram Jinnat k asraat k hawaly se pata karna ha k roz mara ki zindagi ma kisi shakhs ki babat kaisy andaza ho sakta ha k us par koi asar ha ya nahi aur aik shakhs shikayat karta ha k aam halat ma bil amoom aur ibadat k aowqat ma bil khasoos wo routine se hat kar kuch mahsoos karta ha jaisa k Masjid ma nimaz parhty waqt shadeed neend ka ghalba ho jana k ba wajood koshish k us ki ghanoodgi wali kaifiyat khtm no ho aur khas tor par Juma tul Mubarak k khutba k doran aur ye neend ka hamla itna shadeed hota ha k doran nimaz wo shakhs apni namaz k bary ma bhi mashkok hota ha k sahih parh li ya nahi aur kia is bat ka pata lagaya jasakta ha k is shakhs par koi asar ha ya nahi. Jazakallah Khair.

    1. August 5, 2011 at 7:25 am

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Abdul Basit

      walaikum salam

      tafseel to mazmoom may likhi ha

      is conditon ko check kia jaye ga k waqi jinnat o shayateen k asraat ha ya nae, aam tour per is kafiyat may asraat hoty ha

  10. July 29, 2011 at 4:42 pm

    IMTIYAZ

    Reply

    SALAAM
    AGAR HAMARE SAATH JINNAT CHALTE HAI TO PATA KAISE CHALE GA KE WOH KAB AATE HAI AUR KAB JAATE HAI

    1. August 5, 2011 at 7:17 am

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Imtiyaz

      sari details likhi ha perh lain

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

By browsing this website, you agree to our privacy policy.
I Agree