March 10, 2011 in Roohani Wazaaif

wazifa for Aulad/Wazifa for childless people

Post placeholder image

This is the very effective Rohani Wazifa for those people and couples who are childless and desire to have a child.

How To Use:

Read this Quranic verse both man n woman  21 or 41 times after fajar and after Magrib daily till the result/pregnancy. InshAllah they will be gifted child.

Importance: Start this wazifa when girls get bath after periods. beeter on Thursday or Friday.

If both husband and wife after reading blow on water and then they drink daily that water so they will get result soon InshAllah.

 




593 Comments

  1. June 12, 2011 at 1:39 am

    haseeb

    Reply

    my new born son is died.i want new baby. what can i do .tell me wazaif/my wife is so up set.

    1. June 15, 2011 at 7:02 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Haseeb
      u can do this

  2. June 10, 2011 at 4:36 pm

    gazala jamadar

    Reply

    Salam Walekum

    Multavi sahab muze ye puchana tha ke mere ek dost ki shadi hokar 2 sal huwe hai. abhi tak usko aulad nahi huai. uske wajhse who bhot pareshan hai.unhone doctor or mulana ko bhi bataya hai.lakin koi aser nahi horaha he. To who ye amal kar sakte hai ya nahi. app muze bata dijiye to me unhe batadugi.

    PlZZZZZZZZZZZ give the permission urgant.

    1. June 15, 2011 at 6:49 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Gazala jamadar
      walaikum salam
      yes ker lain InshAllah Faida hou ga inhy

  3. June 6, 2011 at 1:02 am

    sobia

    Reply

    ASLAM-U-ALAIKUM main aap puchna chah rahi thi k pasand ki shadi k liye aap ne jo wazifa bataya hai us main lfz ajaibi hai ya ajaibu?qk bohat si jaga main ne ajaibi perha hai aur plz mujhe is wazafe ki ijazat de den aur plz mujhe mere e-mail edress pe send kijiye ga.ALLAH aap ko labi umar daraz kare.AMEEN

    1. June 25, 2011 at 1:27 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Sobia
      walaikum salam

      ijazat ha
      Ajaibu ha

  4. June 5, 2011 at 3:30 pm

    sister s

    Reply

    plz answers my questions

    1. June 25, 2011 at 1:25 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Sister s
      ijazat ha

  5. June 3, 2011 at 10:12 am

    Qaiser

    Reply

    mera name qaiser hai me aur meri wife aulad k lye preshan hain,wife ko aik abortion bhe ho chuki ha,ap ijazat deain to yeh wazifa hum kerain

    1. June 10, 2011 at 8:57 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Qaiser
      ijazat ha ker lain

  6. May 30, 2011 at 5:52 am

    Abdul Basit

    Reply

    Asalam-o-Alaikum Sir,
    Ap kaa google website per search karnay say pata challa hai.
    Mairaa naam Abdul Basit oore mairee biwi kaa naam ……………………………

    Khuda Hafiz

    Abdul Basit

    1. June 10, 2011 at 4:47 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Abdul Basit
      walaikum salma

      personal question and istikhara k leye email address per rabta karain.
      [email protected]

  7. April 26, 2011 at 4:39 pm

    shehnaz

    Reply

    assalam-0-alaikum,sir mery shadi ko 4 years hugai hai aulad nae hai plz sir give me permission to do for this wazifa.thax

    1. June 15, 2011 at 8:51 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Shehnaz
      walaikum salam
      ok permitted.

  8. April 25, 2011 at 5:52 pm

    saba

    Reply

    mere aik friend ye amal karna chahte hain kya unhain ijazat hai?

  9. March 23, 2011 at 6:43 pm

    shab

    Reply

    bhaisahab salaam aliakum aapka javaab mila thankyou.lekin main ye janna chahti hoon ye dua to bina aulaad walun ke liye hai na to kiya ye dua mujhe padhna theek rahega.aur phir allah ke karm se mujhe ek beta hai mashaallah to mujhe ek beti chahiye.pls mujhe batayen.

    1. March 24, 2011 at 11:42 pm

      Admin

      Reply

      @Shab
      walaikum salam
      yes ap k leye b ha

  10. March 21, 2011 at 5:26 pm

    shab

    Reply

    bhaisahab salaam aliakum mera ek masla hai.meri shadi ke 6 year baad mughe ek beta hua mashaaalla abhi savateen saal ka hai mughe dusra bachaa chahiye main 1 year se try karrahen hoon pls koi wazifa batayen pls

    1. March 23, 2011 at 5:26 pm

      Admin

      Reply

      @Shab
      walaikum salam

      ap yeh amal shuru ker lain

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

By browsing this website, you agree to our privacy policy.
I Agree