March 10, 2011 in Roohani Wazaaif

wazifa for Aulad/Wazifa for childless people

Post placeholder image

This is the very effective Rohani Wazifa for those people and couples who are childless and desire to have a child.

How To Use:

Read this Quranic verse both man n woman  21 or 41 times after fajar and after Magrib daily till the result/pregnancy. InshAllah they will be gifted child.

Importance: Start this wazifa when girls get bath after periods. beeter on Thursday or Friday.

If both husband and wife after reading blow on water and then they drink daily that water so they will get result soon InshAllah.

 




593 Comments

  1. May 27, 2013 at 4:08 pm

    fatima

    Reply

    Hasool olad k liye anxiety bht rehti koi wazifa btain

  2. May 13, 2013 at 3:29 am

    sumbal

    Reply

    Thnxo so much main ye wazifa zaror parho gyi main bht preshan hon 6 sal ho gye humeri shadi ko ulaad ki nemat sy mahrom hon or bs dik main itni khwish hai k apny ap ma adhori hon jitni der ho rhi mri talab or barh rhi hai pura pura fin ro k guzarta hai mjhy asa lagta koi rishta bki nhi raha mre liye sewaye ulaad k ;( plzxsab mere liye duwa krna

  3. May 8, 2013 at 3:12 pm

    Eman sajid

    Reply

    meri shadi ko 3 saal ho gaye hen lekin abi koi bacha nahi he mere husband ki pehle shadi hoi we he pehle un ki 3 betyan hen lekin mere pas abi tak koi aulad nahi he or mere husband ki khowaish he mere pas beta ho plzzzzzzzzzzzz meri help karen mojhe koi wazifa batyen main bohet preshan hon

  4. May 8, 2013 at 3:03 pm

    Eman sajid

    Reply

    maine ye wazifa karna chati hon plzz mojhe ijazat den

  5. May 5, 2013 at 5:57 pm

    Zeeshan

    Reply

    Assalam O Alaikum,
    Hamari Shaadi ko 7 saal hogaye hain. Abhi tak aulaad nai hui. Kia hum yeh wazeefa kar sakte hain hasool e Aulad ke liye? Kia aap Istikhaara kar sakte hain? Meri wife ke rasoolian (fibroids) hain, kia aap istikhaara kar ke bata sakte hain ke Operation zaroori hai yaa is ke bagair Allah hamain aulaad degaa?

    Regards
    Zeeshan

  6. April 30, 2013 at 7:30 pm

    amna ali

    Reply

    asalam alaikum Allah ka bada ehsan hai meri 2 betiyan hain,main phir umeed se hoon or chati hoon k is bar Allha mujhee bete se nawaze,so mujhe koi wazifa bata den,main kuch din pehly aap k isi page pe 1 wazifa deakha tha olad e narina k liye but wo abhi nahi mil raha

  7. April 29, 2013 at 3:29 pm

    amina ali

    Reply

    Asalam o alikum meri mashallah se 2 betiyan hain or ab main chati hoon k Allah mujhe beta aata kare .so plz aap mujhe olad e narina k liye koi azifa bata den.jazak Allah khair

  8. April 28, 2013 at 1:19 pm

    Zeeshan

    Reply

    Assalam O Alaikum,
    Hamari Shaadi ko 7 saal hogaye hain. Abhi tak aulaad nai hui. Kia hum yeh wazeefa kar sakte hain hasool e Aulad ke liye? Kia aap Istikhaara kar sakte hain? Meri wife ke rasoolian (fibroids) hain, kia aap istikhaara kar ke bata sakte hain ke Operation zaroori hai yaa is ke bagair Allah hamain aulaad degaa?

    Regards,
    Zeeshan

  9. April 19, 2013 at 11:46 pm

    yasmeen

    Reply

    Jazakallah.Allah apko ic ka ajar dai.please also tell me wazaif for babyboy n rhumatoid arthritis.i will be waiting for your response………..thaanks

  10. April 19, 2013 at 3:26 pm

    asma

    Reply

    meri shaadi hokea nearly four years honea ku hai but yet now we dnt have child please suggest me what i should do have a child

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

By browsing this website, you agree to our privacy policy.
I Agree