August 18, 2010 in Roohani Wazaaif

Wazifa for Job| Get Your Dream Job Now

Post placeholder image

Situation of Jobs in Pakistan| Wazifa for Jobs

Situation of jobs in Pakistan is getting worst and worst everyday. Finding jobs in Pakistan has become difficult due to global economic crisis. Roohani Ijaz presents a very useful Wazifa for job. We hope that this Wazifa will help you in finding your dream job.

Please read this wazifa after Fajar or Isha prayer 313 times till 21 days before and after 11 times Darood e Pak.

During this you will get InshAllah good job/rizq.

P.S. Permitted to All, now you dont need to take permission separately only for this Wazifa .

 

 

Some Useful Websites To Find Jobs In Pakistan

Besides this Wazifa for job, you have to keep applying for jobs. Here are some useful websites to find jobs in Pakistan. We hope that this effort from Roohani Ijaz will be a handy resource for you to find your dream job in Pakistan.

 




996 Comments

  1. March 10, 2012 at 12:39 pm

    shahin

    Reply

    main apne husband ke k aaronbaar ki tarakki ke liye koi tawez ya dua chahti hon jo apni jaib mein rakh ker kaam karen to unke karonbaar mien tarakki ho jaye aur unhone kuraan shareef nahi pada hai

    1. March 11, 2012 at 11:29 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @shahin (shahin)
      aap apny husband ki details aur apna maqsad email kar dain .

  2. March 9, 2012 at 7:44 pm

    saba khan

    Reply

    sir kia ma ye wazifa parh skti hun

    1. March 10, 2012 at 11:42 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @saba khan
      perh lain ijaazat ha

  3. March 9, 2012 at 6:50 pm

    AMISH CH

    Reply

    asslamualekum sir mujhe yeh wazifa padhne ki ijazath dijiye mein job k liye bahut pareshan ho , plz plz sir plzzzz

    1. March 10, 2012 at 11:44 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @AMISH CH
      ijaazat ha

  4. March 9, 2012 at 6:48 pm

    AMISH CH

    Reply

    asslamualekum sir mujhe yeh wazifa padhne ki ijazath dijiye mein job k liye bahut pareshan ho , plz duwa ki guzarish

    1. March 10, 2012 at 11:45 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @AMISH CH
      kar lain ijaazat ha . ALLAH pak aap ko Kamyabi ata fermain Ameen

  5. March 9, 2012 at 6:12 am

    beenish

    Reply

    mai apny b.f k liye parhna chati hon he needs a job unki job choot gai hai, kia mai un k liye parh sakti hun? mujhy ejazat hai?

    1. March 11, 2012 at 11:35 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @beenish (syeda.s)
      ijaazat ha aap ko

  6. March 9, 2012 at 12:19 am

    Bilal Khan

    Reply

    asslamualekum sir mujhe yeh wazifa padhne ki ijazath dijiye mein job k liye bahut pareshan ho

    1. March 11, 2012 at 11:38 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Bilal Khan
      ijaazat ha

  7. March 8, 2012 at 7:46 pm

    fatima

    Reply

    can i read this for my job?

    1. March 8, 2012 at 10:54 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @fatima (fatima.kh)
      yes you can read it

  8. March 8, 2012 at 1:40 pm

    Sania

    Reply

    Mn apny mangetar ki job k lye wazifa krna chahti hon..wo job k lye 40 din k lye dubai gia hia …mn chahti hon wo wahan setle ho jay…wazifa k lye ijazat chahye jldi……

    1. March 8, 2012 at 6:04 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Sania (saneha_)
      kar lain ijaazat ha

  9. March 8, 2012 at 12:08 pm

    raheel hassan pcba

    Reply

    sir kya mian yay par sakta hoo?

    1. March 8, 2012 at 6:05 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @raheel hassan pcba
      perh sakty hain ijaazat ha

  10. March 8, 2012 at 12:05 pm

    raheel hassan pcba

    Reply

    kya yay wazeefa begair ijazat kay bi para ja sakta hai ya apki ijazat laina zarori hain
    aik tu miane parna hai dosra apnay dost ko daina hai
    tu kya apki ijazat zarori hai kay nahi ager hai tu humko ijazat dain parnay hum apki permiision chatay hain
    2ndly kin wazahif mian ijazat laini parti hai?

    1. March 8, 2012 at 6:07 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @raheel hassan pcba
      jee iss k liye ijaazat lany ki zarorat nahi ha bina ijaazat k abhi perha ja sakta ha
      ijaazat un wazaif k liye lyna zarori ha jin ma ijaazat lany ka likha gaya ho

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

By browsing this website, you agree to our privacy policy.
I Agree