132 Comments

  1. March 2, 2011 at 5:01 pm

    shehnaz

    Reply

    assalamwalekum,
    maulana sahib plz aap y batae k daroode ibrahim ki tasbeeh pad kar pani peene s kya hazat puri hoti hai plz daroode ibrahim ki fazilat ka fikar kare plz plz
    allah hafiz

    1. March 2, 2011 at 11:34 pm

      Admin

      Reply

      @Shhnaz
      walaikum salam

      yes. InshAllah baqi fazail b upload kiye jain gay.

  2. February 11, 2011 at 11:01 am

    tahir

    Reply

    protecation for tiwaze for muself and my family

  3. January 30, 2011 at 1:55 pm

    mehwish

    Reply

    thanks , nahi mera un se koi contect nahi mere gar wale nahi man rhe jab k larka bhi unein pasand hai par kuch family problem hein our rishta bhi mera kehen tah nahi hua iss liye mujhe Allah pa yaqeen hai baki un se mera koi contect nahi 2 month se.

  4. January 29, 2011 at 1:05 pm

    mehwish

    Reply

    Asalam o Alakum sir ma ne pasand ki shadi ka wazifa khatam kar liya hai kya mujhe ab phr se shro karna chaeye ya kuch our karna chaeye ?

    1. January 30, 2011 at 12:49 pm

      Admin

      Reply

      @Mehwish
      walaikum salam

      7 din tak wait ker lain
      is doran ap nay koe behtari mehsoos ki?or any positive response from him

  5. January 29, 2011 at 12:23 pm

    nargis

    Reply

    salam,
    sir muje aisa wazifa bata den k mera dehan studies ki taraf hojaey ,2 months bad exams shuru hony waly hain aur mein theak se parh nahi pa rahi hn,mein boht pareshan hn
    plz meri help karen
    jazakallah!

    1. January 30, 2011 at 12:47 pm

      Admin

      Reply

      @Nargis
      ap wazif for memory ker lain

  6. January 27, 2011 at 10:48 am

    Asim

    Reply

    Aslam-o-alakum
    Respected Sir
    mujy ap sa yeh pochna ha k wazifa bray hasool maqsad mein i bismila 12hazar martabba parna ha aur har 1000 k bad 2 nafal parny hein in nwafil k neat kia karine mean bandgi ki ya phir hajit ki plz mujy guide k jeay ga

    1. January 27, 2011 at 3:52 pm

      Admin

      Reply

      @asim
      walaikum salam

      hajat ki us k andar he bandagi a jati ha

  7. January 22, 2011 at 11:47 am

    Asim

    Reply

    Aslam-o-alakum
    Respected Sir
    mein na ap sa wazifia bray hasoolmaqsad ki premission li the mujy aub yeh pochna ha k kia surat akhlas 3dino mein 1000dafe parni ha ya daily 1000times parni ha es k alwa mujy yeh pochna ha k mein aik jaga kam seakhny jata hn aur mujay wahan sa chuti 8bjy hoti ha jub k isha ki nmaz 7bjy hoti ha kia mein gar ja kar wazifa kar sakta hn plz mujy guide karey

    1. January 23, 2011 at 11:21 pm

      Admin

      Reply

      @Asim
      walaikum salam
      rozana hazar bar 3 din tak
      ghar ja ker ker sakty ha

  8. January 19, 2011 at 4:17 pm

    not mention

    Reply

    assalmualikum molana sahab,

    kya mujhe y wazifa karne ki ijazat hai..or y b batae kya y wazifa m sirh fajar ki namaz m ada kar sakti hu coz magrib k waqt to m travel karti hu…bus m hoti hu to meri namaz b qaza hoti hai?

    1. January 19, 2011 at 10:59 pm

      Admin

      Reply

      @walaikum salam
      esha k bad

      namaz ki pabandi tu kerni chahye

  9. January 18, 2011 at 11:18 am

    Asim

    Reply

    Aslam-o-alakum
    Respected Sir
    i need ur premission to start the following wazif
    1)Wazifa bray Hasool Maqsad
    2) Wazifa bray Hafiza o Yadisht

    1. January 18, 2011 at 10:49 pm

      Admin

      Reply

      @Asim
      walaikum salam
      ijazat ha

  10. January 17, 2011 at 12:30 am

    sana

    Reply

    assalam _o_alaikum
    meri ek takleef ka ilaj batayein mai ek medical student hu sabkuch padh k jati hu lekin exam mei bhool jati hu kismat bhi sath nai deti jo log nai padhte unke bhi number mujhse achche aate plz koi dua batayein jisse mai sab yaad rakh saku aur exam mei achche number se pass ho saku

    1. January 17, 2011 at 10:49 pm

      Admin

      Reply

      @sana

      walaikum salam

      http://roohaniijaz.com/wazifa-for-memory-yadasht-k-leye-wazifa/

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

By browsing this website, you agree to our privacy policy.
I Agree