Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.
1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)
2. Rizq e Halal ki pabandi
3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi
4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.
5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye
6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.
7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.
8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.
9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.
10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye
11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.
March 7, 2013 at 6:50 pm
Shabana
plz mujhe is wazifa ko prhne ki ezaazat dijiye. or sadqa me kya dena hota hai or kaise
March 7, 2013 at 5:21 pm
noor
Mein kar skti hu
March 7, 2013 at 7:33 am
uzma
salam sir kiya mjy ijazat hai ?
March 7, 2013 at 7:10 am
Mehreen
Main yeh wazifa karna chahthi hoon. Aapka permit chahiye and dua bhii ke main kamiyab hojaun.
March 7, 2013 at 12:04 am
farzana
main ijazat chahti hun… main aik larke se shadi karna chahti hun..
March 6, 2013 at 11:31 pm
Adeel Hassan
muje ijazat dein main ye amal karna chata hoon plzzz
March 6, 2013 at 10:05 pm
uzma
aoa ,mjy is wzifay ki ijazat hain ?
March 6, 2013 at 2:34 pm
rahila sattar
sir plz ma ye wazeefa krna chati hun ma js se payr karti hun wu phle tu karta tha par ab pta nai kya hu gya usay ma uske bgair nai rah sakti plz muje os se shadi ke lya ye wazeefa karne dayn plz allah pak apku hr khushi dy ameen sumameen
March 6, 2013 at 2:29 pm
rahila sattar
ankal g muje es amal ki ijazat dy dayn
March 6, 2013 at 2:22 pm
Arif
Assalam o Alaikum, mein ye amal karna chahta hun baraye mehrabani aap mujhe ijazat de de.