Islamic Wazifa|Wazifa for protection from enemy

Roohani Ijaz presents another free Rohani Wazifa. This is rohani islamic wazifa for protection from enemy.
If someone has threat of enemy then read this wazifa.
how to use this Rohani Wazifa:
Read this wazifa 321 times daily after Esha Prayer imagine the enemy during reading.
start this wazifa from Saturday or from Tuesday
January 1, 2013 at 12:23 pm
nishat
ASALAM O LAIKUM
please can i read this wazifa…. iam troubled by my mother in law and devraani …..i have been single out in every function…and misbehave with me most of the time….my husband is very supportive for me …we can’t move out of the house because my husband is still studying…my another dewaar is getting married ..they started backbitting about me to the new girl….please i want to break this group…have some peace in my life.
January 25, 2013 at 7:51 am
Roohani Ijaz
@nishat
you can do. permitted.
November 21, 2012 at 10:18 pm
summia
ASALAM O LAIKUM
may aur meray ghar walay kuch rishtaydaro ke waja say kafi pareshan haen ae roz hae taklef ponchatay haen, jado tona b kartay haen aur b kafi bandeshae kartay haen is leyae ap say is wazifay ke ijazat chahyae
ALLAH ap ko khush rakhay .
November 21, 2012 at 10:57 pm
Roohani Ijaz
@summia
Ijaazat ha aap ko.
October 29, 2012 at 12:17 pm
Aisha Nabeel
Please give me permission to read this.
February 3, 2013 at 1:57 pm
Roohani Ijaz
@Aisha Nabeel
permitted.
August 14, 2012 at 2:26 am
Mrs. Haseeb
is wazifay k liye ijazat chahiye…aur iske koi adverse effects to nhi honge??
May 27, 2012 at 4:47 am
Saaier
Can i get permission for this wazifa?
May 27, 2012 at 10:50 am
Roohani Ijaz
@Saaier
permitted
May 24, 2012 at 11:08 am
asma
i want permission for this wazeefa plz muje ijaazat dey dein, bohat sare log humare khilarf hai aur bohat sari rakawatein paida kertey hai,thanks
May 24, 2012 at 11:15 am
Roohani Ijaz
@asma
ijaazat ha aap ko ….
May 24, 2012 at 10:47 am
Mrs.Akhtar
Asala, o alikum
Baba jee bohat meharbani main inshALLAH is week may shoro karoungee,
Meri ek paraishani ye bhe hai k jo admi mujhay pasand karta hai or main b usay chahti houn, per wo shadi shuda hai uski 2 batian or ek baita hai jo demaghi set nahe or uski biwi usko bilwaja bohat aziyat daiti hai or na shukri hai usnay usko dunya ki har khushi uski farmaish pay daita hai per ye na uski khidmaty karti hai na uskay waldeen ki balkay isko unsay milnay b nahe daiti.main iskay sath job karti houn wo meray kaam or ikhlaq say bohat khush hai ub aisi sooratehal hai k hum ek dosray ko bohat chahtay hain balkay wo meray baghair bilkul nahe reh sakta.Jaisay k Allah nay or shadioun ki ejazat di hai to main chahti houn k wo mujhay islami nikkah karay to main sari umar sath rahoungee per apnay maa baap k sath iskay sath nahe or na isay kisi cheez ki lalach nahe karti or unhe sath job karoungee.ALLAH KI QASAM k ek pisay ki lalach nahe bus ye pasand hai or iski khushi aziz hai, uski bivi sirf ye chahti hai k tum apnoun ko bhook k sirf wahi karoun jo main kehti houn or pasand karti houn per wo sirf waldain say milnay wali baat nahe manta.
mujhay koi aisa wazeefa batain k wo mujhay nikkah khamoshi say karlay kyun k wo kehta hai k bus unhe raho kyun k wo usay bohat darta b hai plz kuch batain mujay
May 27, 2012 at 10:55 am
Roohani Ijaz
@Mrs.Akhtar
behtar ha ager Muhabbat ka dum wala wazifa kar lain aap. ijaazat ha aap ko
May 21, 2012 at 11:12 am
Mrs. Akhtar
Mujhay ejazat day dain meri achi ezat ki zindage ko tabah karnay per tulay hain meray kuch poranay janay walay please mujhay permission day dain takay wo khud zalil ho jaey mujhay bhookl jaey.jaldi jawab day dain
May 24, 2012 at 10:32 am
Roohani Ijaz
@Mrs. Akhtar
ijaazat ha aap ko
May 21, 2012 at 11:11 am
Mrs. Akhtar
Baba jee mujhay ejazat dain meri basi basai zindage tabah karnay per meray kuch loug hain jo mujhay nahe jeenay daitay mujhay ejazat day dain pleaseeeeeeeeeee…….
May 1, 2012 at 2:53 pm
786
Assalam-0-alykum
plz mujhe ijazad den
Allahhafiz
May 25, 2012 at 5:42 pm
Roohani Ijaz
@786
ijaazat ha