Dushman ko Zaleel kerna, To humiliate/insult your enemy

This is very effective rohani wazifa to humiliate/to insult your enemy.
How to use:
Read This wazifa 313 times during the Zawal time (approximately 1hour before Zohar Prayer) or you can read after Zohar prayer also.
You can Read this wazifa from Saturday or from Tuesday, 3 to 11 days only. while reading imagine the enemy
This wazifa is only for those people who really suffered/disturbed badly from enemy and they want to revenge/retaliate.
if you do this for any person just for insulting (without any genuine/solid reasons) so you may be a victim of punishment from Allah.
You must need permission before doing this wazifa.
March 5, 2012 at 8:30 pm
haya
kia yeh bht sare dushmano k liye aik hi wazeefa kar sakte hai?
March 8, 2012 at 6:26 pm
Roohani Ijaz
@haya (marina)
kar sakty hain
March 2, 2012 at 6:59 pm
haya
a salam u alekum…
mere masla yeh hai k meri behan ko aik larka pasand ta r us larke ko b meri behan se muhaabat ti,hova u
k mere husband ne meri ami abu ko rishte ko haan k liye mana kia,waja sirf yeh ti k dono ki age choti ti, woh larka mere husband k chacha ka beta hai.pir meri behan mjhese apni batain share karti roti mere samne k mai us ke bina nahi reh sakti,mjhse uska gham bardasht na hota,mai ne us larke ka number usse de dia,pir meri behan hamre khilaaf us larke ko bolti k sab razi hote hai lekin mere husband razi nahi,asal mai mere abu ammi b is rishte k khilaaf te…yeh number wali baat maine apne husband ko b na batayi,,in short abhi unki shadi ho chuki hai mere ami abu ki marzi se,but the prob is this k mere susral wale,mere husband r mai un ke dushman ban chuke hai,hum KSA mai rehte hai..mere shohar ab Pak b nahi ja sakte,unki jaan r izaat ko khatra hai,r unki waja se ab mai b nahi ja sakti…unho ne hamain har tareke se tang kia,sirf us larke ne…hum bht pareshaan hai kia mai yeh wazifa kar sakti hoon??? thanx
March 3, 2012 at 3:22 pm
Roohani Ijaz
@haya (marina)
kar sakti hain ijaazat ha
February 28, 2012 at 9:46 am
uzma
a.o.a.mry rishty ma aik shaks rukavat dal ra ha bht bri,mjy bdnam kr ra ha,kya ma ya wazifa parh lon?
March 1, 2012 at 10:57 am
Roohani Ijaz
@uzma (uzmar)
perh lain ijaazat ha
February 24, 2012 at 5:12 pm
aneela suhail
please give me permission for this wzifa
February 25, 2012 at 8:55 pm
Roohani Ijaz
@aneela suhail
permitted
February 24, 2012 at 10:34 am
anam
plz give me permsion for this wzeefa
February 24, 2012 at 12:49 pm
Roohani Ijaz
@anam (anamham)
permitted
February 22, 2012 at 6:38 pm
N
Mujhe ijazat kyun nahi hai ? Kya aap bataengay please
March 20, 2012 at 11:23 pm
Roohani Ijaz
@N (n31)
ijaazat ha aap ko
February 20, 2012 at 9:21 pm
nusrat
mara bhai jahan kaam kata wahan us ki bari bayizzaty hoty hay…nokry choor nahin saktay baray majboor hain 4 saal say baizatty bardasht kar rahay hain kuch kahtay nahin nokri k dar say…bohat bura salook karta hay….black mail ho rahay hain…pls is wazeefay ki ijazat day dain….
February 23, 2012 at 2:16 am
Roohani Ijaz
@nusrat (nazar34)
ijaazat ha .
February 17, 2012 at 10:17 pm
nusrat
mujhay is wazaifay ki ijazat chahiay hay.3 /4 saal guzar gay zillat uthatay huway…bohat majboor hay nokri bhi nahin chor saktay …maalak rishtay daar bhi hay …hum buri tarah jakray gaye hain…may soochty hoon k gareeb insaan ki koi izzat nahin ….mujhay is wazifay ki ijazat day dain
February 23, 2012 at 1:17 am
Roohani Ijaz
@nusrat (nazar3)
ijaazat ha
February 16, 2012 at 6:38 pm
ZAHIR HUSSAIN
Salam plz could I have permission to use this wazifa plz ?????
February 23, 2012 at 1:16 am
Roohani Ijaz
@ZAHIR HUSSAIN
please mention you purpose
February 13, 2012 at 5:42 am
N
Mein aik larkay say buhat muhabbat kerti hun aur woh bhi. Lekin uski phopho ki beti buray amal kay zariye ussay mujh say dor kerkay apni beti ki shadi ussay kerwanay ki koshish ker rahi hai. Amal wali baat mein pata kerwa chuki hun, aur allah kay karam say uska ellaj bhi horaha hai, kya mein yeh amal unkay liye kersakti hun.
February 22, 2012 at 10:39 am
Roohani Ijaz
@N (n31_u)
ahi aap ko ijaazat nahi ha yeh amal kary ki