Istikhara Online|Free Online Istikhara
How to do Istikhara|Islamic Istikhara Method
Istikhara aur mashwary k bary may ahadees k andar bari takeed ayi ha. Jou kaam mashwary yani insanou ka apis may mil baith ker kisi b kaam k musbut ya manfi pehlu per sochna aur pher is k nateejay ko samny rakhty huwy Allah say mashwara yani Istikhara kary tu wo kabhi b na’muraad nae hou ga. Inshallah
Istikahary k baary may chund baatain ju logu nay farz ker di hai un ka azala aur sahi tareeqa darj e zail ha.
1) Istikharay k leye nawafil perhny may raat ki qaid nae jub chahye perhain (mumnu waqt k elawa)
2) Istikhara khud kerna chaye is say insan ka taluq Allah Paak ki zaat e aali say jurta hai aj kal tu Istikhara k naam per karubar bun gaye hai.
3) Kisi b hadees k andar nae k Istikhara k baad khawab k andar jawab mily ga yeh tu Allah ki shaan ha wo jaisy chahye rehnamae ferma day. Chahye khawab k andar ya Dil k andar baat alqaa ker day. Khawab ka aana zarori nae.
4) Istikharay k baad ju baat dil may jum jaye aur paiwust hou jaye ya us kaam k leye halaat bunty jaye tu us ko he istikharay ka jawab samajna chaye.
5) Baaz auqaat itna time nae hota k istikhary ka mukamil amal dua k sath kia ja saky tu Shariat ka yehi hukam ha k sirf Dua e mazkoora (mukhtasir istikhara) ker lay yehi Istikhara hou jaye ga.
Istikhara kaisy kia jaye
Sub say behtareen istakhara tu who ha ju Hadees k andar Duaya kalimaat k sath aya ha. Sub say pehly dou rakat Salat u Touba perhy baad may dou rakat Salat ul Hajatt perhy phir mazqura dua e Istikhara perhy laiken awal akhir darood e Ibrahimi 11 baar.
Zail may chund mujarib Istikhara k aamaal hai
- Dou rakat Salat u Touba perhy baad may dou rakat Salat ul Hajatt perhy laikin is may dounu rakat may Surah Kousar perhy is k baad 11 bar darood pher
100 dafa Ya Rasheed’o ar’shid’ni is k baad 100 dafa Salam Muhammad ur Rasool ul Allah Salal Allah hu alaye’he wa aalay’he wa sul’lum. (S.A.W.W)
- Awal akhir darood e Ibrahimi dermeyan may Surah Inshirah (alum Nash’rah) 9 baar perh ker seeny per dum karain. (Baqi hadayaat oper guzar chuki un per amal karain)
- Ya Khabeer’o Akh’birni 99 bar awal akhir darood e paak 11bar. (Baqi hadayaat oper guzar chuki un per amal karain)
March 24, 2015 at 2:11 am
rabia
mujay shadi kay mamlat kay baray main janay kay liye istakhra karwana main hud buhat koshish ki hai magr mujay kuch nahi dekhi diya …i call u but no one receive my call.
March 19, 2015 at 4:46 pm
samina
aoa…
ma ny ak kaam k liye istykhara kiya…
1st day mjy khwab atay rahy pr jo mjy sae sy yad hy wo yay k meri niece ny blak dopata kiya hota hy….
2nd day myn ata hy k ma building ki 5 storey hn…pahly neechy utrti hun aur phr dobara oper jati hun…5th floor tk i thnk…
aur wazu krty daikha khud ko…
aur yay b k meri ak aur niece bht weak hogai hy..aur ma usy daikh kr rooti hun…
plxxx is istykhara ka mtlb bta dain…
March 7, 2015 at 11:35 am
rozi
Assalam alaikum many isthara karwana tha mary humsay hain un ke beti ko rat 12 bajy masla hota hai koe jin ya koe saya ata hai boht ajb halt hoti us bachi ke wo ajeb baty karta k mujy kesi ny beja ma khud nai ata jo wazefy parny k ley mily wo party pani peti to chala jata pochna ye tha k un k gar pay jadu hai ya koe jin bachi ka nam aiman hai maa ka nam shazia bap ka nam naeem hai plzzzzzzzz jaldi kuch baty wo bohat pareshan hain or hal b baty
March 8, 2015 at 8:57 am
Roohani Ijaz
Assalam u Alaikum Rozi,
Barae Mehrbani apna masala es number per call kar k +92 344 5499242, ya es email id roohaniijaz@hotmail.com per mail karain, taa k aap ki behtar tareekay se rehnumae hosakay.
Regards,
Team Roohani Ijaz
March 7, 2015 at 11:21 am
rozi
Assalam alaikum many istikhara karwana tha mary humsay hain un ke beti ko rat 12 bajy masla hota hai koe jin ya koe saya ata hai boht ajb halt hoti us bachi ke wo ajeb baty karta k mujy kesi ny beja ma khud nai ata jo wazefy parny k ley mily wo party pani peti to chala jata pochna ye tha k un k gar pay jadu hai ya koe jin bachi ka nam aiman hai maa ka nam shazia bap ka nam naeem hai plzzzzzzzz jaldi kuch baty wo bohat pareshan hain or hal b baty
March 5, 2015 at 2:38 pm
ayasha
as salam u alay kum
mera name ayasha javed hai
maa kaa name bashart kahtoon
date of birth 26 january 1995
mera istikhara karey or bataye meray career ka baraye main taleem kai hawalay sai shadi kai hawalay sai kab or kaha ho giy
March 8, 2015 at 8:59 am
Roohani Ijaz
Assalam u Alaikum Ayesha,
Barae Mehrbani apna masala es number per call kar k +92 344 5499242, ya es email id roohaniijaz@hotmail.com per mail karain, taa k aap ki behtar tareekay se rehnumae hosakay.
Regards,
Team Roohani Ijaz
February 17, 2015 at 9:55 pm
nadia ismil
assalam u alaikum
mira naam nadia hin mire wald ka naam ismil hin ammi ka naam sitara begam mari deth of birth
1995 .1.1
or mira lucky nam 7 hin
mira masla ye k mari tabiyt kharb ho jati m apne hosh mia hoti ho sb ki bate sunti ho par mia bhot roti ho kun mujhe nahi pata aisa kun hota hia mire sath or mire sir mia dard rehta hai
February 2, 2015 at 11:59 am
Horoscope in Urdu
Sir, Read were we read horoscope in urdu daily and yearly tell me please thanks.
January 28, 2015 at 2:02 am
kashif malik
Assalam U Alaikum
my name is m kashif malik and i am in love with some one she also love me and we want to marriede but our parents are not agree kindly help up what we can do now boy: kashif malik mother name: Fatima Father name: ISMAIL girl: HIRA Qureshi mother name: ANJUM Father name: Akram
January 19, 2015 at 4:08 pm
anjumara
pleas mera masla show mat kar
January 19, 2015 at 3:56 pm
anjumara
hasbemansha ristye ghar tak nahi ati kuch deno tak baat calte hai our khatm hojati hai salo se caal raha hai hasbemansha risyta ghar tak aae our paka ho