Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.
1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)
2. Rizq e Halal ki pabandi
3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi
4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.
5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye
6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.
7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.
8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.
9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.
10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye
11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.
July 18, 2011 at 5:36 pm
adil mahmood
i want permission for this wazifa
July 21, 2011 at 2:10 pm
Roohani Ijaz
@Adil Mahmood
@aisha (maano…)
@Mohsin
@Aisha (aisha_jam….)
@wish
ijazat ha ap ko
July 18, 2011 at 4:12 am
Unknown lover
Mujha ya bhe puchna tha ka agar mera gap a jia beach mai tu us ka bs Mujha ya wazeefa dubra sa start Karna para ga ya phr wage sa he kid din Maina chora tha pls ya bt bhe mantion kr de jia ga??
July 18, 2011 at 4:06 am
Unknown lover
I need permition??
July 18, 2011 at 2:03 am
sana 1234
as salam o alaikum:
please mughay is waaifay ki ijazat dain
July 21, 2011 at 2:06 pm
Roohani Ijaz
@Sana 1234
@Unknown lover
walaikum salam
ijazat ha
July 17, 2011 at 11:25 pm
rameezalishah
ijazat hai
July 21, 2011 at 2:05 pm
Roohani Ijaz
@Rameezali
ijazat ha
July 17, 2011 at 1:36 pm
aisha
salam.
Kya mein ye wazaif pardh sakti hon? plz plz
July 19, 2011 at 11:44 am
Roohani Ijaz
@Aisha (maano_2…)
ijazat ha
July 17, 2011 at 11:58 am
aisha
Asalam-o-alaikum
sir mujhey yeh wazifa krney ki ijazat chaheiy…
July 21, 2011 at 1:58 pm
Roohani Ijaz
@Aisha
walaikum salam
ijazat ha
July 16, 2011 at 10:17 pm
usman
sir g muje ijazat chhaye is ki plz
July 19, 2011 at 11:45 am
Roohani Ijaz
@usman
ijazat ha
July 16, 2011 at 8:34 pm
muslimah
plzz tell me kay kasy pata chal sakta hai kay jis kay liya a p amal kar rahy hain os par koi jadu waghara hai
July 16, 2011 at 2:48 pm
muslimah
can u tell me plz
kay pata kasy chal sakta hai kay jis kay liya ap paahr rahy hain os par jaduu waghra ka asar hai
July 18, 2011 at 9:36 pm
Roohani Ijaz
@Muslimah
hisab k leye email ker dain