June 4, 2010 in Roohani Wazaaif

Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

Post placeholder image

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.

  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.

1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)

2. Rizq e Halal ki pabandi

3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi

4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.

5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye

6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.

7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.

8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.

9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.

10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye

11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.




6,079 Comments

  1. May 25, 2012 at 2:27 am

    Sadia

    Reply

    kia mujhy bhi ejazat hai?? aur kia 3 din krnay sy bhi yeh wazifah complete ho jy ga?

    1. May 25, 2012 at 3:30 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Sadia
      ijaazat ha aap ko . wazifa karny k jo days likhy gay hain utny hi karny per complete ho ga

  2. May 25, 2012 at 2:05 am

    saima

    Reply

    ji mane parh liya phir bhi ek baat samjh nhe aaye jo apny kaha hai
    kay har nimaz kay baad bhi parh saktay hain woh kitnay din tak parhain??aur 105 baar hi parhna hai??

    1. May 25, 2012 at 3:40 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @saima
      21 days tak hi karna ha woh bhi .

  3. May 24, 2012 at 10:28 pm

    sahar

    Reply

    maine un ki ijazat k bina shafi ki wo naraz ha plz ijazat de de

    1. May 25, 2012 at 3:34 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @sahar
      ijaazat ha

  4. May 24, 2012 at 10:14 pm

    Aatiff Aslam

    Reply

    Salam, junaab mughy yeh waziiifa kerny ki ijaazat fermayee plxxx

    1. May 25, 2012 at 3:35 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Aatiff Aslam
      ijaazat ha aap ko

  5. May 24, 2012 at 9:41 pm

    sahar

    Reply

    mai b apny abu or bhai k dil ma apny lie pyar dalna hahti hoon kya ijazat ha

    1. May 25, 2012 at 3:35 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @sahar
      ijaazat ha aap ko kar lain

  6. May 24, 2012 at 2:58 pm

    nosheen

    Reply

    jazakAllah

  7. May 24, 2012 at 2:51 pm

    nosheen

    Reply

    asalamalikum.ma ya wazifa karna chahti hun.please muje ijazat den.shukria

    1. May 24, 2012 at 2:53 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @nosheen
      ijaazat ha

  8. May 24, 2012 at 1:34 pm

    Sadia Naz

    Reply

    kya mei ye kr sakti hun… muhy ijazat mil skti hai

    1. May 24, 2012 at 2:34 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Sadia Naz
      ijaazat ha

  9. May 24, 2012 at 12:03 am

    saima

    Reply

    salam,mane pehlay bhi bejha tha apny jawab nhe dya,ab dubara pooch rahe hoon
    plz jawab dejeaye ga ho sakay tu direct mail kar dejeaye ga,mane pehlay
    apki permission sy ek baar yai wazeefa kya tha,but kuch nhe hua
    ma fajar ky waqt parhte thee bas ek din aisa hua kay namaz ky liye ankh late khuli
    but wazeefa parh liya,ab duabra karna chahte hon ijazat dain,aur ek baat poochni thee,ky
    pehlay apny kaha tha naghay waly din guzar kay 21 continue parhna hai
    ab kisi bhi waqt start kar saktay hain??timings kya honi chaeay??aur har namaz kay baad wala jo batya hai usky
    bare ma thora detail bataye,kitnay din tak har namaz kay baad parhna hai aur kitni baar??jawab zaror dain plz
    aur duaon ma yaad rakhain..

    1. May 24, 2012 at 8:55 am

      Roohani Ijaz

      Reply

      @saima
      ijaazat ha aap ko kar lain . dusra plz wazifa main di hoi instruction ghour say perh lain sab kuch assan urdu ma likha k kase karna ha aur kab karna ha. aur jo likha ha usi tarah hi karna ha .

  10. May 23, 2012 at 10:15 pm

    libra

    Reply

    please mjhay zaruur batadyega me bohot pareshan hun ,mujhay karna he ye wazeefa .ijazat kinse leni hogi please reply.

    1. May 23, 2012 at 11:29 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @libra (iaman)
      ijaazat ha aap ko kar lain.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

By browsing this website, you agree to our privacy policy.
I Agree