Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.
1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)
2. Rizq e Halal ki pabandi
3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi
4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.
5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye
6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.
7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.
8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.
9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.
10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye
11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.
May 7, 2013 at 8:02 am
shaxi
salam m ya wazifa krna chahti hn plzzzzz mjhy ijazat dain
May 6, 2013 at 7:00 pm
No name
Assalam u Alaikum…maulan sahab mera masla ajib hai me bhut pareshan rehti ho mere sath kuch thik nahi hota hai mujse koi baat b nahi kart hai mujee asrat hai me bhut parshan ho kabhi kabhi dil marne k dil karta hai….me kisi se pyr karti ho par usko mujse nafrat hogayi hai me kya karo bhut ilaj karwya hai mane par koi farak nahi padta plzzzzzzzzzzz help me…mera naam shahjahan meri ammi k naam zainab hai…
May 6, 2013 at 10:15 am
Abdullah
Wazifa Baraye Muhabbat ( True Love)
As-salam-o-Alikum, Mein ye wazifa karna chata hon app ki ijazat chahiye aur plz mery liye dua karain
May 4, 2013 at 11:34 pm
Saim
mujhay ijazat dai dain!!
May 4, 2013 at 11:02 pm
zaara
can i read this wazifa plz
May 4, 2013 at 4:42 pm
manal
mai ye wazefa kar sakte ho mujh ejzat chahia
May 4, 2013 at 4:39 pm
manal
plz mujh ijezat chahia wazefa karne k likan kaise loun
May 4, 2013 at 4:24 am
Thouhid
Please permit to do the above wazifa for halal intention
May 3, 2013 at 9:00 pm
FARZANA
men is wazifah k lia ajazat chahti hoon.
May 2, 2013 at 11:55 pm
akber
i want the ijazat to recite this wazifa