Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.
1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)
2. Rizq e Halal ki pabandi
3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi
4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.
5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye
6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.
7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.
8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.
9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.
10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye
11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.
May 27, 2013 at 10:10 pm
Hifza
i want the ijazat to recite this wazifa.
May 27, 2013 at 4:52 pm
Atique Ahmad
Assalam Alaikum Sir.
mein ek ladki se pyar karta par us ki mangni ho gayi hai.aur wo apne mangetar ko chorna nh chahti.wo pehle nh man rahi th us ladke se shadi karne k lye.phr shayad us ladke ne koi wazifa kia aur wo maan gayi aur un donun ki mangni ho gayi par mein us ladki se be inteha pyar karta hun aur us ko hasil karna chahta hun.wo ladki himmat nh kar rahi aur mangni k khilaf nh ja rahi mein us se sacha pyar karta hun.mein us ki mangni se pehle aur us ladke se bh pehle se us se pyar karta hun par mein pehle ikraar nh kar saka.ab us ko sb kuch bataya hai wo ladki keh rahi hai ap ne pehle kyon nh bataya agar mangni na hui hoti to phr mein ap se pyar kar sakti th.wese wo mujhe pasand karti hai par mangni ki waja se mujh se ikrar nh kar rahi.plz kuch ke jiye.mein ne yeh pata karwaya hai us par jinnat ya taweezon ka koi asar nh hai.bs us ladke k wazifa karne ki waja se wo maan nh rahi.kia yeh wazifa mein kar sakta hun ap plz ijazat dain mujhe.
May 27, 2013 at 4:48 pm

May 27, 2013 at 4:42 pm
Umair Kabir
Janab meri wife naraz hogae hai.. or wo itna sakht naraz hogae hai k Khula mangnay tak ki nobat agae hai, us ne Khula mang lia hai, please me us se bohat piyar karta hun, wo sab ghussay or bhahkaway me kar rahi hai, mujhay ye wird karne ki ijazat di jaye…plz
May 27, 2013 at 4:33 pm
Atique Ahmad
i want to permission for this amal.
May 26, 2013 at 6:26 pm
Tayyaba
Please mujhe ye wazeefa karne ki ijazat de dain..
May 26, 2013 at 6:24 pm
Tayyaba
Mujhe ye wazeefa karne ki ijazat de dain,main bohat pareshan hoon..
May 26, 2013 at 3:15 pm
Ash
Plz give me permission
May 26, 2013 at 3:12 pm
Ash
I wana permission for this
May 26, 2013 at 10:55 am
moin khan
Assalamu alay kum w.w.
Muje izaja chahiye me is amal ko meri gf ke liye karna chahta hu
me usse bahut pyar karta hu or usi se shadi karna chahta hu plz muje izazat dijiye
moinkhanbelim1@gmail.com