Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.
1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)
2. Rizq e Halal ki pabandi
3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi
4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.
5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye
6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.
7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.
8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.
9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.
10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye
11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.
July 3, 2013 at 10:04 pm
Mona Habib
Ijazat kese mily gi
July 3, 2013 at 8:20 pm
sammii
i would like permission for this wazifah and does this have to be read after every namaz
July 3, 2013 at 3:42 pm
maria
i need permission
July 3, 2013 at 3:41 pm
ayesha
salam sir … mujhi iss wazifa ki ijazat de dein ,,, mein jis say pyar karti hun un ki maa ka naam mujhi nai ata ,,, kia baap ka naam li sakti hun ? plz jawab zarur deinn
July 3, 2013 at 11:49 am
lubna safdar
mje is wazifa ki ijazat de dijie pl.bahot mushkil mein hun
July 3, 2013 at 10:41 am
shamshair
salam,,
main ye wazifa karna chahta huon ap please mujhe ijazat dey dein…
July 1, 2013 at 12:04 pm
Asif Khan
allow me plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
June 30, 2013 at 9:38 pm
fatima
mujhe ye pochna hai k agr pasand ki shadi k lye hi koi wazifa kia ho, 40 din, lkn bat na bni ho….. to kia ab mai ye wala wazifa shuru kr skti hun isi maqsad k lie ya nhi……. plz reply me soon
June 30, 2013 at 6:22 pm
isha mirza
mje b ijazat den is wazifa ki plz.
June 30, 2013 at 6:20 pm
isha mirza
786. assalam o alaikum!
maulana sahab, me aik larkay ko psnd krti hu. wo b mje psnd krte hain, pr wo kch b bolte nhi. mje lgta hai k wo dunya se darte hain. plz maulana sahab, ,mje hisaab laga kr btayen k wo mere sth aesa q kre hain. aur mje wazifa b btayen jis se unhe b mjse pyar ho jaye aur hmari shadi hojaye.
shukriya.