Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.
1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)
2. Rizq e Halal ki pabandi
3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi
4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.
5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye
6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.
7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.
8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.
9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.
10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye
11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.
July 22, 2013 at 7:30 pm
mohd arshad
Mujhe ijazat den plz
July 21, 2013 at 4:32 am
adel
plzzz give me permission of this wazifa
July 21, 2013 at 12:19 am
sana
want permission
July 20, 2013 at 12:04 am
arshee
ass salam walekum mai apne cousin se shaadi karna chahti hu mujhko is amal k liye izaazat dedigiye
July 19, 2013 at 2:42 pm
Arsalan
Asalam o alikum
sir mjhe yeh wazeefa parhnay ki ijazat dijiye
meri neeyat khalisatan sirf shadi k hasool k liye hai
Jazak Allah
July 19, 2013 at 10:21 am
zunash
mje ijazat dain main jis say pyar krty hu wo kisi or say nikah kr chuka hay pr main chahty hu jaiz tareekay say wo mje mil jay
July 19, 2013 at 2:34 am
Maya
Can I please get permission to read this?
July 19, 2013 at 1:44 am
maimoona
sir mei eik larly sy muhabat karti hu wo bi karta hy par pehly ziyada karta tha aab wakt k sath sath bohat badal raha hy mei chahti hu k wus k dil mei wesai pehli wali muhabat peda hojay to kia mei ye amal kar lu
July 18, 2013 at 9:22 pm
Mukram Ali
Janab salam alikum,
Meri shaadi hookar 6 saal hawa hai meri intercast marriage hai . Meri biwi bahaut zaban darasi karthi hai aur baar baar taalak maangti Hai. Please Mujhe kaui wazif baatiya jiss e meri biwi mujse mohabaat kare aur zaabandarsi baan haujaya. Sirf mera hi kiyal dil oh dimage mai rahe.
Maherbani karkar please kaui wazif baatiya
July 18, 2013 at 12:47 pm
nadia
salam n sir mujhey koi aesa wazifaha batai jis se hum dono miyya biwi ma mohobat bharey pyaar phl bohot tha lagta ha khtm hogaya aesa hogya k hum ek dosre ki shakal dekhna b pasand nhe aesa hogya k hum janty nhe anjan ha main bot parshan hn kuch parhne ka batai