Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.
1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)
2. Rizq e Halal ki pabandi
3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi
4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.
5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye
6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.
7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.
8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.
9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.
10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye
11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.
November 2, 2013 at 9:14 am
NAB
reply kaha hai mera?.
November 2, 2013 at 4:50 am
sarah
I want permission please
November 1, 2013 at 11:02 pm
zain ishaq
main ye wazifa karna chahti muje ap ijazat dain plzzz
November 1, 2013 at 6:10 am
Mahi ch
Plz give me permission
October 31, 2013 at 11:11 am
MUHAMMAD RAMEEZ
aslamualaikum main ye wazifa karna chahta hon plz mujhe ye wazifa karne ki ijazat di jaye
October 30, 2013 at 8:16 pm
Muhammad zafar ali khan
mujhy amal ki ijazat dain plz
October 30, 2013 at 7:52 pm
faiza
kia muje ijazat hai yeh amal perhne ki…plz muje ijazat day daein
October 30, 2013 at 7:31 pm
m shahzad niazi
aslam u alakum
janab darasal main kuch aise maslo main mubtla ho ke baat labi ho jae ge filhal masla ye hai ke aik larki jis se meri dosti hai ya pyar ka rishta main nai janta par us ke dil mai galat fehmi paida ho gai he ka main use pyar karta ho or us ne mujh se kinara kar liya hai main ne kafi use samjhne ki kosish ki par jitna samjhta ho otna wo nafrat karne lag ajti hai main ab use chahta ho ya nai mujhe nai pata par wo aik bhot naik dil larki hai us ka dil dukhya hai to bus us se mafi mangna chahata ho par wo mujhw aisa karne ka moqa tak nai de rai kuch aisa batAein ke wo meri baat ko samjhne ki kosish kare plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
October 29, 2013 at 5:16 pm
Muhammad Ali
Asalam walakum .me bhi yah wajifa krna chahta hun plz muje ijazat dain,,,
Thanks
Muhammad Ali
October 28, 2013 at 7:42 pm
Abid
thanks sir main bohat dair say apni bivi ki waja say pareshan tha mujhe ijazat dain kay main is ko shru karon taky mere ghar main sakoon ho aur allah say dua hai kay allah us ko hadayat day aur us ki behan aur maa ko bhi hadayat day jis ki bataon main aa kar woh apna bsa bsaya ghar ghrab kar rahi hai bachon ko khrab kar rahi hai .mere liye dua kar dain allah meri madad farmaye