June 4, 2010 in Roohani Wazaaif

Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

Post placeholder image

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.

  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.

1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)

2. Rizq e Halal ki pabandi

3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi

4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.

5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye

6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.

7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.

8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.

9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.

10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye

11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.




6,092 Comments

  1. June 3, 2014 at 11:12 pm

    Rahil

    Reply

    Mai ek sakina naam ki ladki se bahot pyaar karta hu mujhe usse paana hai

  2. June 3, 2014 at 11:04 pm

    Rahil

    Reply

    Please mujhe permission do mai ek ladki se bahot pyaar karta hu

  3. June 3, 2014 at 7:26 pm

    faisal raza

    Reply

    plzzzz aaap jald ijazat de mere pass bphat kam wakt hai plzz

  4. June 3, 2014 at 7:19 pm

    faisal raza

    Reply

    assalamo alaikum
    mai ye amal karna chahta hu plzz iski ijazat de. kuki mai jisse shadi karna chahta hu uske bina mai nai rah sakta.pahle wo v mujhse pyar karti thi par ab to wo mera phn v nai receve karti or no v change kar dia plzz meri madad kare or dua me yad rakhe

  5. June 2, 2014 at 3:15 pm

    Lubna Ansari

    Reply

    Assalam alaikum wah rehmat tullahi barkah atuhu!ap muj yeh wazifa karne ki izazat di jiye

  6. June 1, 2014 at 12:09 pm

    Abid ali

    Reply

    asalam o alokum ma 10 sal say aik larki ko cahta hu our bohat cahata hu ma sachi muhabbat karta hu us say sufi ji our ma shadi karna cahata hu ma apnay ami abu ko to mana chuka hu wo kabi inkar na kar day rishaty k liya mujhay izajat do our dua karo dua karo ap meray haq our ya amal shuro karnay ja raha hu kal say dua karna ..ABID ALI

  7. June 1, 2014 at 12:06 pm

    Abid ali

    Reply

    asalam o alokum ma 10 sal say aik larki ko cahta hu our bohat cahata hu ma sachi muhabbat karta hu us say sufi ji our ma shadi karna cahata hu ma apnay ami abu ko to mana chuka hu wo kabi inkar na kar day rishaty k liya mujhay izajat do our dua karo dua karo ap meray haq our ya amal shuro karnay ja raha hu kal say dua karna ..

  8. May 31, 2014 at 10:22 pm

    Amna

    Reply

    I want permission for this wazifa

  9. May 31, 2014 at 7:24 pm

    Sara chuhdary

    Reply

    Me ek lrke se bht pyaar krti hn r wo b bht zyada krta h par akser wo ese bat krta h jese koi rishta na ho hm abhi naraz hn 3 din se m rat ko r abhi bht roi hn hm bht pyaar krte hen par aj usne kaha k wo bhar gya h mjhse…kya m ye wazeefa kr lu?

  10. May 30, 2014 at 4:44 pm

    sehr

    Reply

    mjy ye amal krny ke ijazat chahiy meri mngni ho k tot gi mai apmy mngaitr sy bht pyr krti ho lkin ub wo mj sy dor ho gy hy

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

By browsing this website, you agree to our privacy policy.
I Agree