218 Comments

  1. June 18, 2012 at 5:19 am

    shumaila

    Reply

    assalam o alaikum.me apne bhai ki qamyabi or taraqi k lye ye wazifa krna chahti hn ap mje ijazat de dijye plz.

    1. June 22, 2012 at 12:24 am

      Roohani Ijaz

      Reply

      @shumaila
      ijaazat ha aap ko

  2. June 17, 2012 at 11:31 am

    ghulamsubhani

    Reply

    mera karobar belkol band hi aap koy wazefa bataye shokreya

    1. June 22, 2012 at 12:40 am

      Roohani Ijaz

      Reply

      @ghulamsubhani
      uper dia gaya wazifa kar lain …

  3. June 5, 2012 at 10:33 am

    atiya

    Reply

    Assalam walekum … main apne hone wale shohar k liye ye wazifa karna chahti hu taki unke business me tarakki ho….aap mujhe eski plz ijajat de aur dua kare…..

    1. June 7, 2012 at 11:31 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @atiya
      kar lain ijaazat ha

  4. June 4, 2012 at 4:21 pm

    md saeed ansari

    Reply

    upper likhe gaye amal ko karne ki izzajat den aur ye bhi batayen ki iss amal ke asrat kitne dino me pata lagne lagta hai aur kitne dino tak karni hai

    1. June 7, 2012 at 11:43 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @md saeed ansari
      ijaazat ha . 3 hafton tak wait karin

  5. June 3, 2012 at 10:47 am

    maaz

    Reply

    asalamulaykum,hazrat mujhe nai job aor gharelu sakun ke liye koi wajifa bataye,bahut pareshan hu,ak company me kaam kerta hu,mager 8 saal se koi taraki nahi ho rahi he,ghar me bhi sakun nahi he,plz allah aap ko zazaye kher de,kuch padhne ko bataye. allah hafiz,

    1. June 8, 2012 at 12:03 am

      Roohani Ijaz

      Reply

      @maaz
      rizaq k liye aap uper dia wazifa kar lain aur baki gharalu sakon k liye aap wazifa for love and wish kar lain

  6. May 26, 2012 at 7:43 pm

    waleed

    Reply

    sory bhai
    par muje es bat ki samj nahi ai
    k ye sab log wazifa parne k lea ap se ijazt keon le rahe hain
    ap ko ni lagta k es k lea ijazat ki zaorat nahi

    1. May 26, 2012 at 7:47 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @waleed
      lagta hi nahi balky zaroorat ha hi nahi . bas ager kisi ko samajh nahi aati tu hamara kaam tu reply zaroor kerna ha. Ijaazat usi wazifa ma zaroori ha jis ma ijaazat lany ka kaha gaya ha. jis ma nahi likha us k liye koi zaroorat nahi

  7. May 26, 2012 at 11:08 am

    khattak

    Reply

    lagta hay akhir mein Razzaq’o Ka Alif Dalna Bhool Ga’ay Hain Kyunkay Razzqo Shaid Sahi Nahin Hay,
    Comments Pl:

  8. May 13, 2012 at 5:47 pm

    subiya

    Reply

    Asssalaam o alaikum,
    mujhe aap kuch aisa wazifa bataye jo hamare abba ki saari pareshaaniyan dur karde aur rozi rizq mein barakat hosake ,bohat saari rukawatein hain jinse sirf ghar kharch chal sakta hai ,meri shaadi karnihai magar paison ki rukawat se shaadi nahi hoparahi .bohat zyadi pareshaaniyan hai .aap please kuch aise wazife bataye jinse saari pareshaaniyan dur hojaye…Allah hafiz

    1. May 24, 2012 at 2:40 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @subiya
      rizq k liye uper likha wazifa kar lain aur baki pareshaanio k liye aap iss link per likha wazifa kar lain .ALLAH pak aap ki tamam pareshaanio ko door fermain Ameen. http://roohaniijaz.com/wazifa-for-fulfilling-desired-wish-hajat-pori-hony-kay-leye-amal/

  9. May 8, 2012 at 7:23 pm

    Rashid

    Reply

    mere har kam main rakawat hai main bauhat pereshan hoon mere liye dua karin
    or mujay is wazife ki ijazat dain sukaria.

    Allah Hafiz.

    1. May 24, 2012 at 7:37 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @Rashid
      ijaazat ha

  10. April 29, 2012 at 7:37 am

    HELP PLEASE

    Reply

    Asalaam O Aleikum

    Janab mai apko 2 mail ker chuka hoon likin jawab nahi mila apke mail .
    Please help me again maine apke bataye hue 2 amal kiya rizk mai berkat ke liye likin abhi tak mere halat wese hi hain jese amal se pehlay please ap mare liye Allah se dua kerden aur koi wazifa bata den ke mai dobara kersakon.
    Please jaldi reply karen by mail
    MAI BHUT PARESHAN HOON PLEASE MERI MADAD KAREN AUR JAWAB JALADI DEDEN

    ALLAH APKA BHAL KAREGA
    Shukriya
    W ANJUM

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

By browsing this website, you agree to our privacy policy.
I Agree