August 18, 2010 in Roohani Wazaaif

Wazifa for Job| Get Your Dream Job Now

Post placeholder image

Situation of Jobs in Pakistan| Wazifa for Jobs

Situation of jobs in Pakistan is getting worst and worst everyday. Finding jobs in Pakistan has become difficult due to global economic crisis. Roohani Ijaz presents a very useful Wazifa for job. We hope that this Wazifa will help you in finding your dream job.

Please read this wazifa after Fajar or Isha prayer 313 times till 21 days before and after 11 times Darood e Pak.

During this you will get InshAllah good job/rizq.

P.S. Permitted to All, now you dont need to take permission separately only for this Wazifa .

 

 

Some Useful Websites To Find Jobs In Pakistan

Besides this Wazifa for job, you have to keep applying for jobs. Here are some useful websites to find jobs in Pakistan. We hope that this effort from Roohani Ijaz will be a handy resource for you to find your dream job in Pakistan.

 




996 Comments

  1. November 5, 2012 at 5:43 pm

    Mohammad Omar

    Reply

    need for a job

  2. November 2, 2012 at 6:49 pm

    sidra

    Reply

    sir,
    can i do this wazeefa for my husband he is jobless these days and we both really need to have his job.
    regards

    1. February 3, 2013 at 1:28 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @sidra
      you can do.

  3. October 24, 2012 at 6:44 am

    maria

    Reply

    kya yeh wazifa sirf pk main jobs k lei hai? ya phir duniya main kahen b job ki talash key lei pqrja ja sakta hai?

    1. February 3, 2013 at 5:48 pm

      Roohani Ijaz

      Reply

      @maria
      jee kisi bhi jagah job k liye perha ja sakta ha.

  4. October 21, 2012 at 5:16 pm

    Zeeshan Ahmed

    Reply

    Assalam-O-Alaikum
    Hazrat mein abhi job kar raha hoon laikin salary buhat kam hain lehaza ye wazifa taraqi e Rizq aur ek nai achi job dhoondhnay mein parha ja sakta hai.. Please ijazat aur rehnumai farmain

    Zeeshan Ahmed

  5. October 21, 2012 at 4:47 pm

    Usman Zia

    Reply

    Meri job ka process to chal raha hai laikin abhi tak final jawab nahi mila aur wazifa ko parhtay huay 21days say zayada ho gaiy hain.. kya jawab milnay tak wazifa jari rakhoon ya 21 din say zayada nahi karna?

  6. October 20, 2012 at 8:39 pm

    jameel syed

    Reply

    plzzzzzzz sub mujhe apni duaon ma yaad rkhen ma eid k baad job test k liay ja rha hoo Allah mujhe is par kamyabi dy Ameen Jamil syed is my name i m from Balochistan my num 0333-8427480 plzzzzz pray for me and all muslim…

  7. October 20, 2012 at 8:29 pm

    jameel syed

    Reply

    ma ny job k liay apply kia tha wo mujhe eid k baad bula rhy hain aap logo sy guzarish ha k mujhe apni duaon ma yaad kia kero k Allah mujhe kamyabi dy….Ameeen

  8. October 17, 2012 at 8:37 am

    taimur

    Reply

    mein tou wazfay b kia lakin job ni milee ap koi short aur asan sa wazefa btaen ta ka job jald mil jaey bahot parshan hoon

  9. October 12, 2012 at 2:48 pm

    Zeeshan Ahmed

    Reply

    Assalam-O-Alaikum
    Hazrat Job ki talash ker raha hoon laikin koi surat nazar naheen ati hai. Jahan interview k liye jata hoon wahan se na umeedi hoti hai. Mien abhi ek hospital mein job ker raha hoon laikin meri salary intehai kam hai aur agar income kamana perti hai tou najaiz tarekay se kamana parta hai mera matlab hai Haram se hai mein haram rozi se nijaat chahta hoon aur Rizq e Hial kamana chahta hoon mein apni jaiz salary k ilawa acha khasa amount kama leta hoon laikin mein iss gandagi se nijaat chahta hoon agar jaiz pe jata hoon tou wo salary meri poori naheen hoti aap meri rehnumai farmain aur mujhe koi wazeefa inayat farmain Jazakullah Khair.

  10. October 11, 2012 at 9:38 am

    Mehar ul Nissa

    Reply

    me buhat pareshan hoan.hmare ghr me sukon nhn he.bhae behno ka apas me jaghra ya phr bhabhy ka jaghra chalta rahta he.please koe wazifa btaen k sukon ho.or me job ki waja se pareshan hoan istakhra kr k dain k university me mane interviw dya he whan kamiyabi ho ge ya?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

By browsing this website, you agree to our privacy policy.
I Agree