Istikhara Online|Free Online Istikhara
How to do Istikhara|Islamic Istikhara Method
Istikhara aur mashwary k bary may ahadees k andar bari takeed ayi ha. Jou kaam mashwary yani insanou ka apis may mil baith ker kisi b kaam k musbut ya manfi pehlu per sochna aur pher is k nateejay ko samny rakhty huwy Allah say mashwara yani Istikhara kary tu wo kabhi b na’muraad nae hou ga. Inshallah
Istikahary k baary may chund baatain ju logu nay farz ker di hai un ka azala aur sahi tareeqa darj e zail ha.
1) Istikharay k leye nawafil perhny may raat ki qaid nae jub chahye perhain (mumnu waqt k elawa)
2) Istikhara khud kerna chaye is say insan ka taluq Allah Paak ki zaat e aali say jurta hai aj kal tu Istikhara k naam per karubar bun gaye hai.
3) Kisi b hadees k andar nae k Istikhara k baad khawab k andar jawab mily ga yeh tu Allah ki shaan ha wo jaisy chahye rehnamae ferma day. Chahye khawab k andar ya Dil k andar baat alqaa ker day. Khawab ka aana zarori nae.
4) Istikharay k baad ju baat dil may jum jaye aur paiwust hou jaye ya us kaam k leye halaat bunty jaye tu us ko he istikharay ka jawab samajna chaye.
5) Baaz auqaat itna time nae hota k istikhary ka mukamil amal dua k sath kia ja saky tu Shariat ka yehi hukam ha k sirf Dua e mazkoora (mukhtasir istikhara) ker lay yehi Istikhara hou jaye ga.
Istikhara kaisy kia jaye
Sub say behtareen istakhara tu who ha ju Hadees k andar Duaya kalimaat k sath aya ha. Sub say pehly dou rakat Salat u Touba perhy baad may dou rakat Salat ul Hajatt perhy phir mazqura dua e Istikhara perhy laiken awal akhir darood e Ibrahimi 11 baar.
Zail may chund mujarib Istikhara k aamaal hai
- Dou rakat Salat u Touba perhy baad may dou rakat Salat ul Hajatt perhy laikin is may dounu rakat may Surah Kousar perhy is k baad 11 bar darood pher
100 dafa Ya Rasheed’o ar’shid’ni is k baad 100 dafa Salam Muhammad ur Rasool ul Allah Salal Allah hu alaye’he wa aalay’he wa sul’lum. (S.A.W.W)
- Awal akhir darood e Ibrahimi dermeyan may Surah Inshirah (alum Nash’rah) 9 baar perh ker seeny per dum karain. (Baqi hadayaat oper guzar chuki un per amal karain)
- Ya Khabeer’o Akh’birni 99 bar awal akhir darood e paak 11bar. (Baqi hadayaat oper guzar chuki un per amal karain)
March 10, 2011 at 5:20 pm
m rafay
aslam o alaikum sir m email nahi kar skti plz ap mujhe yaha he meri problum ka hal ku nahi bata raha? plz meri madad karo plz, m ne phela istkhara kiya tha us m mujhe green colour nazar ayaa? green colour ka kya mtlb hai ? plz yaha he bato sub kuch plz plz plz i request you plz
November 3, 2015 at 10:53 am
iffat anis
My husband don’t take interest in me plz do istakhara for me I have no email edress proper plz reply in this page name Muhammad an is mothers name abida khanum
March 10, 2011 at 5:19 pm
m rafay
aslam o alaikum sir m email nahi kar skti plz ap mujhe yaha he meri problum ka hal ku nahi bata raha? plz meri madad karo plz, m ne phela istkhara kiya tha us m mujhe green colour nazar ayaa? green colour ka kya mtlb hai ? plz yaha he bato sub kuch plz plz plz i request you plz…………………
March 10, 2011 at 8:39 pm
Admin
@M rafay
walaikum salam
behter ha
March 7, 2011 at 4:04 pm
naaz
ASSALAMWALEKUM BHAI,
ji bhut shukriya ,
or y b batae k agar hum pare to kiti tadad m perna hoga ?
or m y janna chati thi k kya isme koi perhaez hai k ni?
March 9, 2011 at 1:01 pm
Admin
@Naaz
walaikum salma
tareeqa tu sara likha ha
perhazi nae
March 7, 2011 at 12:20 pm
naaz
asalam walekum maulana sahib,
ekamil n hume bataya k sura fateh ak mowakil s aap k=jaiz hajat puri kara sakte hia jis k li aapko us ki recording ko puri raat sunna hoga is ki meeyad 4 s 40 din ki hai
soaap plz y batae k is s koi nuksan toni hog ana coz..unke mutabik is m na koi parhez hai na he koi jalali jamali ka parhez toplz aap thodi help kare
jazakallah
March 7, 2011 at 1:10 pm
Admin
@Naaz
walaikum salam
1. sirf sunnay say itna faida nae hot.
2. pori raat 40 days tak kon sun sakta ha
sub say behter to khud perhna hota ha. ap un say khud poch lain
March 7, 2011 at 1:10 pm
Admin
@Naaz
walaikum salam
1. sirf sunnay say itna faida nae hota.
2. pori raat 40 days tak kon sun sakta ha
sub say behter to khud perhna hota ha. ap un say khud poch lain
February 18, 2011 at 9:29 am
Sultana bano
assalamalakum……meine kal raat ku istikhara namaz kiya….tu mujhe khwab meine dekha mein ne ju nikali mein yaad nai usko mara ya nai….iska colour cream that….dnt know what to do?plz mujhe mail karo
February 18, 2011 at 12:51 pm
Admin
@Sultana bano
walaikum salam
ap apna istikhara tafseel say yehi likh lay ya pher email ker lain
February 15, 2011 at 3:38 pm
muhammad rafay
aslam o alikum sir sindhi humare language hai hum larkana city m rehta hai, sir m ne ap ko apne sari problum bata di hai, sir mujhe is pa he jawab bato na plz ya m ap se mobile pa bat karou. ap ka contact number kya hai? kya m mobile pa ap se contect kar sakti hu?
February 16, 2011 at 12:13 pm
Admin
@Muhammad Rafay
walaikum salam
0344-5499242
February 15, 2011 at 2:44 pm
muhammad rafay
mujhe email karna nhi ati,,,,,,,
February 14, 2011 at 11:45 am
muhammad rafay
aslam o alaikum sir hum sindhi hai,,,,………. reply plz hum w8 kar raha hai dua m yad,,,,,,,,
February 14, 2011 at 11:24 pm
Admin
@Muhammad Rafay
walaikum salam
email per rabta karian
February 12, 2011 at 12:31 pm
muhammad rafay
aslam o alaikum sir mera name fozia hai or meri ami ka nam …… hai sir m jis se pyar karti hu us ka nam Muhammad Rafay hai sir ap mujhi istkhara kar k bato na plz k kyun mera ghar wala razi nhi hota sir hum bohat pareshan hai plz humare madad karo plz m istkhara nhi kar sakti ap mera liya istkhara kar k batado plz yaha he repl karna plz hum w8 kar rha h,,,,,,,,,,,,,
February 13, 2011 at 8:40 pm
Admin
@Muhammad rafay
walaikum salam
ap apni aur un ki detail email ker lain
February 4, 2011 at 11:29 pm
aliya
salam
muja yeh pochana tha jo istakhara surat fatihya wala hota hai wo b sahi hota hai short time ka liya?? aur plz muja visa laag janey ka liya b wazefa bataien plzzz i need wazefa for visa.
thanxs
February 5, 2011 at 10:35 am
Admin
@Aliya
Surah e Fatiha wala tu bohat he mujarib istikhara ha
visa k leye “wazifa for fulfilling desired wish” wala wazifa ker lain