Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )
How To Use:
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.
1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)
2. Rizq e Halal ki pabandi
3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi
4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.
5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye
6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.
7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.
8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.
9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.
10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye
11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.
March 7, 2011 at 8:46 am
SM
Aoa
mein nay e mail pay app say baat ki thi ap nay is wazifa ki ijazat di thi … mein nay parhna shuru kiya ajj 10 din ho gaey hein laikin mein nay juma k din say parhna shuru kar diya to kiya mujhay dobara start karna hoga ???
March 7, 2011 at 1:05 pm
Admin
@SM
w.s
theek ha dobara kenry ki zarorat nae
March 6, 2011 at 11:59 pm
Annie
kya ma ya wazzefa parh sakti hon?mujy iski ijazat day dain plz
agar periods ki waja sa kuch dino ka gap aa jay tu baad ma isay continue kerna ho ga ya dobara sa shoro kerna ho ga?plz meri help ker day…
March 9, 2011 at 12:57 pm
Admin
@Annie
w.s
ijazat ha
nagy k din baad may pory ker lain
March 6, 2011 at 11:54 pm
A...
AOA
please meri madad i jiay.ma bht pareshan hon.
mujy iss wazeefay ki ijazat day dain?kya ma ya parh sakti hon?
agar periods ki waja sa iss wazeefay ma kuch dino ka gap aa jay tu ma ya parh sakti hon ya pray 21 din bila naga parna hai?
plz meri madad ki jiay….plzzz
March 9, 2011 at 12:54 pm
Admin
@A………..
w.s
ijazat ha
nagy k din baad may pory ker lain
March 6, 2011 at 4:12 pm
arslan
aoa sir my ya wazifa krny k ijazt chahta hn
March 7, 2011 at 1:02 pm
Admin
@Arslan
w.s
ijazat ha
March 5, 2011 at 6:29 pm
md.saleem akhtar
sir mai bahut pareshan hu kareeb do sal pahele mere aur meri aapa ke beech kuch galat fahmia logo ne paida kar de jiski wajah se wo aaj mujhe apna dushman samajhti hai plz koi aisa wazifa batay jisse unki islaha ho jaye aur hamare beech mai phir se pahle jaise muhabbat ho jaye
March 7, 2011 at 12:59 pm
Admin
@Md. Saleem Akhtar
InshAllah 1-2 din may wazifa upload ker dia jaye ga
March 5, 2011 at 5:22 pm
Laiba
Asalam-o-alaikum
sir mujhey yeh wazifa krney ki ijazat chaheiy…
March 7, 2011 at 12:58 pm
Admin
@Laiba
walaikum salam
ijazat ha
March 5, 2011 at 2:20 pm
saba
maulana sahib main nay ye wazifa 8 days kiya par aik din gap ane ki waja say chot gaya.main ap say mukaml kam bhi karwana chahte hon to kya maujhey sath sath ye wazefa bhi karna parega?ye pahle ap amal karen
March 7, 2011 at 12:57 pm
Admin
@Saba
ok.
jaisy ap ko saholat hou
nae us doran ap ko zarorat nae
March 4, 2011 at 12:51 pm
Aa
Aap say guzarish hai ke aap please agar logo ki madad kar rahe hai toh please bas thora aur kardei unke liye….jaisay aapne ek ye wazifa bataya hai waise he ek wazifa aur issi maqsad aur pasand ki shaadi ke liye butadein toh sab khush honge…meine dekha hai kafi logo ne aapse ye kaha hai…ek do wazife aur bi honge aapke paas toh plz butadein. sabke liey sirf mere liye nai.
March 4, 2011 at 8:04 pm
Admin
@Aa
aik aur b post ha ‘wazifa for love marriage” k name say
InshAllah is hawaly say mazeed b post kiye jain gay aur b bohat say wazaif InshAllah jald
March 3, 2011 at 5:30 pm
s************
AOA mujhe aap ko ye btana tha k aapki ijazat se maine ye wazifa 1 bar mukamal kiya or dobara shuru kiye huey bhe 11 din ho gaye ..ab tak koi asar nazar nahei aya ,,wahan se koi bhe kisi bhe terha ka responce nahei hai?asar hua hai ya nahie main kaise pta keron?
maine surat ikhlass ka wazifa bhe shuru kiya hai aaj 2nd day hai…ab aap se ye pochna hai k kya aap mujhe koi or aisa wazifa bta saktey hain jo is sey zyada strong ho?jiska jaldi asar ho or nazar bhe ayae?woh tu baat kerna dor ki baat kisi bhe terha ka koi contact nahei kerty?now what should i do?please aap mere liye dua bhe karein k Allah is ki barkat se meri mushkil hal ker dain ….kuch aisa amal btaiye k wo khud se contact kerin please please aapki bohat meharbani hogi?
March 3, 2011 at 11:14 pm
Admin
@s*************
w.s
ap ko pher yeh check kerna hou ga k kae asrat tu nae ha ap k sath jis ki waja say rukawat aa rahi ha.
March 1, 2011 at 10:21 pm
huma
says:
at
Is there any dua or wazeefa. i really like this guy but we have stopped taking to each other. is there any wazeefa i can read for him to marry me and love me again i really want to marry him. I want him to love and care for me the way he used to
March 2, 2011 at 11:31 pm
Admin
@Huma
u can do this