June 4, 2010 in Roohani Wazaaif

Wazifa Baraye Muhabbat( True Love )

Post placeholder image

How To Use:

This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.

  • Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .

Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa

Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.

1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)

2. Rizq e Halal ki pabandi

3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi

4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.

5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye

6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.

7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.

8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.

9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.

10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye

11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.




6,092 Comments

  1. March 9, 2011 at 10:36 am

    sana

    Reply

    salam maulana wazifa khatam hoke 30 days ho gaye per ab tak mujhe result nahi mila me ab na ummid hone lagi ho tu me kya karo batayien maulana mene wazifa sahi kiya tha fir b asar nahi mila kya me fir ek bar wazifa shuru karon batayien maulana plz shukriya

    1. March 9, 2011 at 12:49 pm

      Admin

      Reply

      @Sana
      ok. dubara ker sakti ha laiken waja tu diakhy kae jadu ya bundhish tu nae ha jis ki waja say rukawat a rahi ha

  2. March 9, 2011 at 9:53 am

    iii

    Reply

    aoa……….ma aik larkay se bht pyar krti hun wo bhe pasand to krta ma chati hun us ko mj se pyar ho jae or wo mj se shadi ker lay,,,,,,,,us ki life ma koi or larki nai ha…per meri engagement hui ha per ma is k lia raazi nai the phr bhe ho gai jb se meri mangni hui ha na bht tense hun 2 saal ho gae hein……..mera fianci acha insaan ha us ma koi burai nai per pata nai mera dil kiu nai maanta her waqt tense hoti hun……ma kisi ko bhe hurt nai krna chati bus ma ye chati hun k jaisa ma chati hun waisa ho jae…..ma jis se pyar krti hun us ko meri mangni ka nai pata……..ma kch din pehle rotay huway so gai to kuwaab ma dakha k ma aik wazifa kr rai hun us larkay k lia kya mje wo krna chaiye or plz mje ye bhi bata dein ye walw krr lon surah ikhlaas wala us k dil ma apni mohabbat l lia ijazat ha kya plzzzzzzz rply ma bht tense hun plz…………..

    1. March 9, 2011 at 12:47 pm

      Admin

      Reply

      @iii
      w.s
      yes ijazat ha ker lain

  3. March 9, 2011 at 2:56 am

    R s

    Reply

    ye wazifa kis ke liye he is se mehboob ke dil me pyar peda hojaega na aur mje ye samhj nai aya ke dosti k lye karne wale nuksan ke khud zemedar honge lz mje bataen

    1. March 9, 2011 at 11:54 am

      Admin

      Reply

      @Rs
      yes
      Quran ko male n female ki dosti k leye istaymal kerna Gunah e Kabeera ha. tou pher nuqsan nae hou ga

  4. March 8, 2011 at 7:44 pm

    R s

    Reply

    me aik larkay se buhat pyar karti hon plz mje koi wazifa bataen k us k dil me b mere liye jaldi pyar peda hojae

    1. March 8, 2011 at 10:53 pm

      Admin

      Reply

      @RS
      ijazat ha ker lain

  5. March 8, 2011 at 2:13 pm

    I

    Reply

    mujhe aapse kuch sawal poochne hain iss wazifay k baray mein.

    – Iss wazifay par mujhe yakeen hai laykin agar in case do baar bhi karnay k baad kuch na result aayeh toh phir kiya karna chahyeh?

    – Yeh wazifa 21 din kay liyeh karna hai 105 baar har din laykin agar mein 2205 baar mein ek he baar mein karna chahyeh toh theek rahay ga?

    – Din say farak parta hai? ya phir kitni baar yeh wazifa say pharna chahyeh ussay farak parta hai?

    1. March 8, 2011 at 10:51 pm

      Admin

      Reply

      @I
      waja daikhni chahey k kiou nae ata.
      21 days he kerna hou ga . akhti tadad nae perh sakty.
      yes ju din batain hain us din say he shuru karain.

  6. March 8, 2011 at 12:04 am

    mona

    Reply

    AOL kia main is wazifa ko par sakti hoon sachay piyar kay liyay aur shadi kay liyay
    mugar muj ko us ki mother ka naam nahi atta to kia wazifa ho jayay ga allah aap ko
    khair aur fazal atta farmaiy ammeen zaroor jawab dein mehrbani ho gi.

    1. March 8, 2011 at 10:49 pm

      Admin

      Reply

      @Mona
      ijazat ha
      yes

  7. March 7, 2011 at 11:27 pm

    zeeshan ali

    Reply

    Asalam o Alaikum .
    meri niyet saaf ha aur main jisko pasand karta hon os say shadi karna chahta hon aur wo larki abhi confuse ha kabi osko lagta ha osko pyar ha kabi osko lagta ha kay nai ha , main oskay beghair reh nai sakta ,mujay osi say shadi karni ha meray ma bap bhi razi hain , main Alhamdulilah 5 wakat ki namaz bhi parhta hon aur meri niyet bilkul pak ha mujay apki ijazat chayay kay kia main amal shoro ker sakta hon . JAZAKALLAH.

    1. March 8, 2011 at 10:48 pm

      Admin

      Reply

      @Zeeshan Ali
      walaikum salam
      ijazat ha shuru ker lain

  8. March 7, 2011 at 12:56 pm

    samrana

    Reply

    assalam o alaikum
    main b pasand ki shadi k liye wazifa krna chahti hoon.kia main kr skti hoon?
    koi aisa wazifa batain k us k parents maan jaen.or wo mery sath pehly ki trh sincere ho jaey.

    1. March 7, 2011 at 1:11 pm

      Admin

      Reply

      @Samrana
      walaikum salam
      ijazat ha ker sakti ha

  9. March 7, 2011 at 12:03 pm

    nida

    Reply

    main 28 saal ki hun . mera nam nida arshi hai .meri ammi ka nam…………….hai kya ye main wazifa padh sakti hoon ap ijazat dein to.

    1. March 7, 2011 at 1:07 pm

      Admin

      Reply

      @Nida
      perht sakti ha iajzat ha

  10. March 7, 2011 at 9:09 am

    samiha

    Reply

    salam sir…mughey app se ye pochna tha k main jis ko pasand karti hoon wo mera couzn hai main ne us ko bataya nahi hai na us ko pata hai phr bhi hamari bat cheet hai.main ye chahti hoon k mian us se baat cheet bhi khatm kar loun or sirF ALLAH pe tawakal kar loun or us ki zaat se ye umeed rakho k woh mughey pasand karne lagey or INSHALLAH talla us k ghar se mere liye rishta aye ga .tou kia ye sahi hai?or kia mian se wazifa is niyat se par sakti hoon?

    1. March 7, 2011 at 1:06 pm

      Admin

      Reply

      @Samiha
      ok. ap ko rabta khatam ker laina chahye.
      wazifa ker sakti ha

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

By browsing this website, you agree to our privacy policy.
I Agree